Sunday, July 12, 2015

Forex training in urdu

This page is about forex trading training in urdu lanuage.
Topics mentioned in below picture in urdu language:

what is forex trading?
foreign currancy ka layn dein karna forex kehlata hai. Forex 1971 main shuroo hui. Yeh ek aisi markete hai jahan hum sab international currancies ka layn dein kar sakte hain.Forex markete 24 hours aur week main 5 din open rehti hai. Yeh possible hai kyuki saari duniya ki countries k time difference ki wajah se.Merican markete logon ko service deina shuroo karti hai aur is se pehle k american markete close ho us se pehle he asian markete open ho jati hai. forex more details to know about what is forex in urdu please read below image.

introduction to forex trading in urdu

We dicussed on how forex trading works in urdu language in below picture.
Forex trading ek doosre ko foreign currancy buy aur sell karne ka naam hai. aapko money exchange ke baare main toh maloom hoga. money exchange ek choti si misaal hai forex trading ki. forex echange wale bhi buhat he simple treeqe se aap se acha profit kamaate hain. Aap se foreign currancy buy karte hain aur local currancy sell karte deite hain..
Please read below image to know more about how forex trading works.

how forex trading works in urdu


What is trader, broker and registered broker in urdu.
Trader: Jo shakhs currancy buy aur sell kar rha hai ek he waqt main usko ham trader kehte hain. Agar aap forex ka kaam karte ho toh aap bhi trader ho.

Broker:
       Broker woh website ya person hai jo trader ke liye currancy buy aur sell karta hai. Jab trader chahta hai broker currancy sell karta hai aur jab trader chahte hai currancy buy karna toh broker buy karta hai.

Choose a good forex broker before start forex trading. ek ache forex broker main jo hasoosiyaat honi chahiye woh mai neeche likh rha hun.

How to choose a good broker in urdu?
Registered broker.
Ek ache broker ko kisi regulatory system ke saath registered hona chahiye..jaise k uk main  finance service authority fsa.agar broker kisi bhi regulatory system ke saath registered nahi toh us broker par account matt bnain.
Please read below picture for more information on Trader and broker in urdu.



Trader and broker in urdu



Customer service and slippage in urdu
slippage asal main woh difference hai k jab aap ne ek order submit kita tha aur jab yeh order created kiya gya.
jaise k agar aap ne gbpusd ka order liya 1.800 but kuch time baad aapko pta chla k aapka order 1.808 par buy kiya gya tha. toh ek acha broker ka slippage kamm se kamm hota hai.

customer service:
EK ache broker k pass customer service zaroor mojood hoti hai apne clients ke liye.. taake clients ki problems ko asanai se hall kiya ja ske.
If you want to know more about about customer service adn slippage in urdu please read below image.



comission in forex and slippage in urdu


What is spread?
buy aur sell karne ki qeemat main jo farq hota hai usko spread kehte hain. spread 0 se lai kar 5 tak ho sakta hai. ache brokers apne clients ki sahoolat ke liye hmesha kamm spread rkkhte hain. spread forex trading main buhat khaas hai.. kyuki khreedi hui currancy bechni bhi hoti hai is liye spread kamm se kamm honi chahiye.
Please read below picture to know more about spread in urdu.

what is spread in urdu


Meta trader 4 and 5 trading in urdu

forex main trading k liye aapko ek software ki zaroort hoti hai. meta trader 4 aur meta trader 5 sab se mashhoor softwares hain.more information coming sooon

Types of forex trading in urdu

Forex markete main trading karne ke 2 treeqe hain. manual aur automatic.
1:  Manual
Agar aap manualy trading karna chahte hain toh aapko forex markete main dealy search karna hoti hai.aur aapko markete ke technical aur sentimental ka ilm hona zaroori hai. In tmaan cheezon ke ilm hone k baad aap forex trading kar sakte hain.

2: What is automatic forex trading in urdu?

automatic forex trading ke liye aapke pass forex robots software aur expert advisor ka hona zroori hai. markete main buht se robots mojood hain jo 2001 se kaam kar rhe hain.aap in robots ko apne marzi k currancy pairs par chla sakte hain.yeh robot khud he order lgayega aur khud he order close krega. auto trading ke liye aapko vps ki bhi zaroort prti hai.. taake aapka robot bina kisi problem k 24 ghnte work krta rhe. sab se acha robot woh hota hai jo markete ki down trend ko bhi follow kre aur up trend ko bhi follow kre.
instant order bhi lgaye aur pending order bhi lgaye.
Please read picture below to know more about auto forex trading in urdu.


manual and auto forex guide in urdu

succeder door an ebook on online business

This post in on how to do online business in pakistan in urdu language

jaise ke aap jaante hain k online business saari duniya main teizi se phail rha hai.. more than 50% log online he shopping karte hain jiski wajah se online business bhi teizi se phail rha hai duniya main.. online paise kamaane ke treeqe toh buhat hai lekin is business main kamyaabi ke liye aapko buhat zyada search karni prti hai.. mehnat ki zaroort hoti hai.. aur buhat saari online jobs fake hoti hain jis se aapka paisa aur waqt zaya hota hai sirf..

 lekin kuch din pehle maine ek ebook dekhi jo ke pakistani logon ke liye likhi gyi urdu zubaan main  online business in pakistan    





yeh ebook maine read ki hai aur sab se achi baat yeh hai k yeh ebook bilkul free hai.. aur is ebook main online business k baare main jo method btaya gya hai maine usko try bhi kiya hai... aur sach main is se pehle maine jitne bhi online kaam kiye hain woh sab fzool aur fake they.. yeh sirf yahi ek real method hai online business ka jo maine is ebook main dekha hai.. meri earning ek maheene main he double ho gyi aur yeh ebook read karne k baad main waqayi keh skta hun k mai ek professional online businessman hun..

mujhe is ebook k mutalliq ek dost ne bataya tha aur woh bhi is ebook main bataye gye method k zarriye acha profit kama chuka hai.. is ebook wali website ka web adress www.succederdoor.com hai aur yeh sirf pakistanis ke liye urdu zubaan main likhi gyi ebook hai.. is liye yeh sirf pakistani logon ko he fayede de skti hai.. aap bhi agar pakistan main rehte huye online business ki talaash main ho ya phir aap different earning methods try kar kar k thakk chuke ho toh mai aapko yeh ebook recommend krunga.. aap yeh ebook zaroor read kro... kuch he din main aap iske result jaan jaoge jab aap apni earning dekhoge..