Sunday, August 2, 2015

Is it safe to work on ptc sites in pakistan

Agar aap jaanna chahte hain ke ptc sites kaise kaam karti hain toh kindly is link par click krain. ptc sites in pakistan   aur ptc sites se earning kaise increase ki ja sakti hai uske liye yeh post read krain. how to increase earning on ptc sites
ptc sites aisi paid to click websites jahan aap ads par clicks kar ke kuch paise kamaate hain.. lekin swaal yeh hai k kya yeh websites investment karne ke hawale se safe hain?

iska answer hai no... yeh websites investment ke liye bilkul safe nahi..paid to click websites par jo ads lgi hoti hain un par jo log click karte hain woh ads haqeeqat main ptc sites ke owners ki he hoti hain.. kyuki paid to click websites par koi bhi advertising nahi krta.. bas yun smjh li jiye ke buht he kamm koi aisa ho ke koi advertising krega in websites par.. 100 main se 99.9% jo ads hoti hain har ptc website par woh owner ki apni lgayi gyi ads he hoti hain.. jiski wajah se owner ko toh paise nahi mil rhe aapke ads par click karne se toh woh aapko kahan se paise deiga.

is liye aisi websites ke owner ka earning ke liye sirf ek he raasta hota hai.. aur woh hota hai jab members account upgrade karte hain ya phir rented referrals khreedte hain..
ptc sites ke owner koi ameer log nahi hote.. na unke pass paise hote hain.. balke ptc sites wohi log bnaate hain jo logon ko lootna chahte hain.. unke pass real online business ka koi method nahi hota is liye woh doosron ko loot kar paise kamaate hain..ptc sites koi bhi shuroo kar sakta hai sirf 20$ main.. g haan sirf 20$ main.. toh aap sochiye jo bnda 20$ main ptc site khol ke baitha hai woh aapko kahan se hzaaron rupay deiga har maheene..



ptc-sites-scam-warning


kuch ptc sites ke owners achi quality ki website bhi bnwa laite hain aur phir duniya ke buht saari countries ke logon se laakhon rupya loot kar site band kr deite hain..
ek new zealand ki company hai jo buhat he high quality website banaati hai.. agar aap unse website khreedte hain 500$ wali toh 6 maheene baad wohi website 20000$ se oopr sell ho jaati hai.. lekin us company ke baare main buhat kamm log jaante hain.. sirf badhe badhe marketers jaante hain.. aur jo log bhi jaante hain woh raat o raat ameer ban chuke hain.. aur woh company yeh hai.  Buy high quality website


 www.washfy.com new zealand ki aisi company hai jis ne raat-o-raat logon ki taqdeer badal di hai.. inki banai gyi websites kuch he din main google main european countries main high ranking main aa jati hain aur 30 gunaa zyada profit par asaani se sell ho jati hian.. 

lekin online kuch log aise bhi hain jinho ne is company se ptc website bnwai aur choonke woh website high quality ki thi aur automatic duniya main phail jaati hain toh woh hzaaron logon ko loot kar site band kar deite hain..  is liye kindly ptc sites par invest karne se pehle 10 baar sochain aur phri faisla krain ke aapko kya karna hai. ptc sites se behtar hai ke aap kisi ache online business method ko join krain aur sach online business main real earning ke mze urayein.. kyuki ptc sites haqeeqat main koi real business nahi bas ek ponzi scheme hai.. 




How to increase earnings on ptc sites in urdu

jaise ke aap ne picchli post main jaana ke ptc sites kaise kaam karte hain aur aap ptc sites par kaise register ho kar earning start kar sakte hain toh abb hum aapko batayeinge ke aap ptc sites se apni earning increase kaise kar sakte hain...
ptc sites se earning increase karne ke 2 tareeqe hain.
1st method:  referral system
2nd method:   account upgrade karna.

Referral system.
Aap ptc sites par referral bna kar apni earning increase kar sakte hain. aapke jittne referral honge uttni he aapki earning brhegi. ptc sites par 2 trah ke referral system hote hain.

Direct referrals aur rented referrals.

What are direct referral in urdu:
jab aap ptc sites par account create karte hain toh aapko ek referral link diya jaata hai.. aap us referral link ko social media par ya phir forums waghera par paste kar sakte hain.. jab bhi aapke referral link ko click kar ke us website par register hoga toh woh aapka referral bann jayega.. aur aise referral ko hum direct referral kahainge. direct referrals hmesha aapke under rehte hain aur jab takk woh kaam karte rahainge aapko earning milti rhegi.


Rented referral in urdu.
ptc sites par aap kuch paise de kar rented referrals rent par lai sakte hain.. aap ek maheene ke liye ya 2 ya 6 maheene ke liye rented referrals rent par lai sakte hain.. uske liye aapko kuch dollars pay karne parte hain.. mazeed maloomat ke liye neeche di gyi guidance ko ghaur se prhain.

important-guidance-before-renting-referrals-on-ptc-sites




Upgrade account on ptc sites.
Aap ptc sites par account upgrade kar ke bhi apni earning brha sakte hain.. ptc sites par different kism ke upgrade packages hote hain.. aap koi bhi package select kar ke apna account upgrade kar sakte hain jis se aapke referrals se jo earning milti thi aapki woh bhi barh jayegi.. lekin aap account upgrade karne se pehle achi trah confirm kar lain ke woh ptc site trusted honi chahiye..


Risk warning:

its very high risk to work or invest on ptc sites. becuase more than 95% ptc sites are scam.. so please stay safe and dont invest on ponzi schemes.

Sunday, July 12, 2015

Forex training in urdu

This page is about forex trading training in urdu lanuage.
Topics mentioned in below picture in urdu language:

what is forex trading?
foreign currancy ka layn dein karna forex kehlata hai. Forex 1971 main shuroo hui. Yeh ek aisi markete hai jahan hum sab international currancies ka layn dein kar sakte hain.Forex markete 24 hours aur week main 5 din open rehti hai. Yeh possible hai kyuki saari duniya ki countries k time difference ki wajah se.Merican markete logon ko service deina shuroo karti hai aur is se pehle k american markete close ho us se pehle he asian markete open ho jati hai. forex more details to know about what is forex in urdu please read below image.

introduction to forex trading in urdu

We dicussed on how forex trading works in urdu language in below picture.
Forex trading ek doosre ko foreign currancy buy aur sell karne ka naam hai. aapko money exchange ke baare main toh maloom hoga. money exchange ek choti si misaal hai forex trading ki. forex echange wale bhi buhat he simple treeqe se aap se acha profit kamaate hain. Aap se foreign currancy buy karte hain aur local currancy sell karte deite hain..
Please read below image to know more about how forex trading works.

how forex trading works in urdu


What is trader, broker and registered broker in urdu.
Trader: Jo shakhs currancy buy aur sell kar rha hai ek he waqt main usko ham trader kehte hain. Agar aap forex ka kaam karte ho toh aap bhi trader ho.

Broker:
       Broker woh website ya person hai jo trader ke liye currancy buy aur sell karta hai. Jab trader chahta hai broker currancy sell karta hai aur jab trader chahte hai currancy buy karna toh broker buy karta hai.

Choose a good forex broker before start forex trading. ek ache forex broker main jo hasoosiyaat honi chahiye woh mai neeche likh rha hun.

How to choose a good broker in urdu?
Registered broker.
Ek ache broker ko kisi regulatory system ke saath registered hona chahiye..jaise k uk main  finance service authority fsa.agar broker kisi bhi regulatory system ke saath registered nahi toh us broker par account matt bnain.
Please read below picture for more information on Trader and broker in urdu.



Trader and broker in urdu



Customer service and slippage in urdu
slippage asal main woh difference hai k jab aap ne ek order submit kita tha aur jab yeh order created kiya gya.
jaise k agar aap ne gbpusd ka order liya 1.800 but kuch time baad aapko pta chla k aapka order 1.808 par buy kiya gya tha. toh ek acha broker ka slippage kamm se kamm hota hai.

customer service:
EK ache broker k pass customer service zaroor mojood hoti hai apne clients ke liye.. taake clients ki problems ko asanai se hall kiya ja ske.
If you want to know more about about customer service adn slippage in urdu please read below image.



comission in forex and slippage in urdu


What is spread?
buy aur sell karne ki qeemat main jo farq hota hai usko spread kehte hain. spread 0 se lai kar 5 tak ho sakta hai. ache brokers apne clients ki sahoolat ke liye hmesha kamm spread rkkhte hain. spread forex trading main buhat khaas hai.. kyuki khreedi hui currancy bechni bhi hoti hai is liye spread kamm se kamm honi chahiye.
Please read below picture to know more about spread in urdu.

what is spread in urdu


Meta trader 4 and 5 trading in urdu

forex main trading k liye aapko ek software ki zaroort hoti hai. meta trader 4 aur meta trader 5 sab se mashhoor softwares hain.more information coming sooon

Types of forex trading in urdu

Forex markete main trading karne ke 2 treeqe hain. manual aur automatic.
1:  Manual
Agar aap manualy trading karna chahte hain toh aapko forex markete main dealy search karna hoti hai.aur aapko markete ke technical aur sentimental ka ilm hona zaroori hai. In tmaan cheezon ke ilm hone k baad aap forex trading kar sakte hain.

2: What is automatic forex trading in urdu?

automatic forex trading ke liye aapke pass forex robots software aur expert advisor ka hona zroori hai. markete main buht se robots mojood hain jo 2001 se kaam kar rhe hain.aap in robots ko apne marzi k currancy pairs par chla sakte hain.yeh robot khud he order lgayega aur khud he order close krega. auto trading ke liye aapko vps ki bhi zaroort prti hai.. taake aapka robot bina kisi problem k 24 ghnte work krta rhe. sab se acha robot woh hota hai jo markete ki down trend ko bhi follow kre aur up trend ko bhi follow kre.
instant order bhi lgaye aur pending order bhi lgaye.
Please read picture below to know more about auto forex trading in urdu.


manual and auto forex guide in urdu

succeder door an ebook on online business

This post in on how to do online business in pakistan in urdu language

jaise ke aap jaante hain k online business saari duniya main teizi se phail rha hai.. more than 50% log online he shopping karte hain jiski wajah se online business bhi teizi se phail rha hai duniya main.. online paise kamaane ke treeqe toh buhat hai lekin is business main kamyaabi ke liye aapko buhat zyada search karni prti hai.. mehnat ki zaroort hoti hai.. aur buhat saari online jobs fake hoti hain jis se aapka paisa aur waqt zaya hota hai sirf..

 lekin kuch din pehle maine ek ebook dekhi jo ke pakistani logon ke liye likhi gyi urdu zubaan main  online business in pakistan    





yeh ebook maine read ki hai aur sab se achi baat yeh hai k yeh ebook bilkul free hai.. aur is ebook main online business k baare main jo method btaya gya hai maine usko try bhi kiya hai... aur sach main is se pehle maine jitne bhi online kaam kiye hain woh sab fzool aur fake they.. yeh sirf yahi ek real method hai online business ka jo maine is ebook main dekha hai.. meri earning ek maheene main he double ho gyi aur yeh ebook read karne k baad main waqayi keh skta hun k mai ek professional online businessman hun..

mujhe is ebook k mutalliq ek dost ne bataya tha aur woh bhi is ebook main bataye gye method k zarriye acha profit kama chuka hai.. is ebook wali website ka web adress www.succederdoor.com hai aur yeh sirf pakistanis ke liye urdu zubaan main likhi gyi ebook hai.. is liye yeh sirf pakistani logon ko he fayede de skti hai.. aap bhi agar pakistan main rehte huye online business ki talaash main ho ya phir aap different earning methods try kar kar k thakk chuke ho toh mai aapko yeh ebook recommend krunga.. aap yeh ebook zaroor read kro... kuch he din main aap iske result jaan jaoge jab aap apni earning dekhoge.. 

Friday, August 20, 2010

ptc sites in pakistan

This post is on how to start working on ptc sites in pakistan in urdu



        yahan aapko mai ptc sites ke zarriye kaise paise kamaye jaate hain uske baare main btaunga..ptc sites se aap bilkul free without any investment online paise kama sakte hain.. aayi jaante hain k ptc sites kya hoti hain aur kaise un se earning ki jaati hai.
What are ptc sites in urdu

ptc sites  paid to click websites ko kaha jata hai jahan aap ads view kar ke paise kamaate hain. kuch ptc sites jobs bhi offer karti hain jahan aap chote chote task complete kar k paise kama sakte hain..
ptc sites mai jo ads di jaati hain aap ne woh ads 5 second se 30 second tak view karni hoti hain aur jab aap ads view kar chuke hote hain toh paise aapke ptc site k account main add kar diye jaate hain..

how to start working on ptc sites in pakistan


How to register on ptc sites in pakistan
how to register on ptc sites step 1


alertpay link.



how to register on ptc sites step 2

                       ptc sites links

some important guidance for form filling in urdu.

guidance-for-registration-form-filling-for-ptc-sites

Question and answers and how to withdraw money from your account in ptc sites in pakistan

how to withdraw earnings from ptc sites

How much you can earn on ptc sites in pakistan in urdu

earning potential on ptc sites in pakistan


Risk warning:
Its a high risk working on ptc sites.. nobody know when a ptc site will be offline.. so please dont invest on ptc sites becuase its not safe to invest in such websites.