Agar aap jaanna chahte hain ke ptc sites kaise kaam karti hain toh kindly is link par click krain. ptc sites in pakistan aur ptc sites se earning kaise increase ki ja sakti hai uske liye yeh post read krain. how to increase earning on ptc sites
ptc sites aisi paid to click websites jahan aap ads par clicks kar ke kuch paise kamaate hain.. lekin swaal yeh hai k kya yeh websites investment karne ke hawale se safe hain?
iska answer hai no... yeh websites investment ke liye bilkul safe nahi..paid to click websites par jo ads lgi hoti hain un par jo log click karte hain woh ads haqeeqat main ptc sites ke owners ki he hoti hain.. kyuki paid to click websites par koi bhi advertising nahi krta.. bas yun smjh li jiye ke buht he kamm koi aisa ho ke koi advertising krega in websites par.. 100 main se 99.9% jo ads hoti hain har ptc website par woh owner ki apni lgayi gyi ads he hoti hain.. jiski wajah se owner ko toh paise nahi mil rhe aapke ads par click karne se toh woh aapko kahan se paise deiga.
is liye aisi websites ke owner ka earning ke liye sirf ek he raasta hota hai.. aur woh hota hai jab members account upgrade karte hain ya phir rented referrals khreedte hain..
ptc sites ke owner koi ameer log nahi hote.. na unke pass paise hote hain.. balke ptc sites wohi log bnaate hain jo logon ko lootna chahte hain.. unke pass real online business ka koi method nahi hota is liye woh doosron ko loot kar paise kamaate hain..ptc sites koi bhi shuroo kar sakta hai sirf 20$ main.. g haan sirf 20$ main.. toh aap sochiye jo bnda 20$ main ptc site khol ke baitha hai woh aapko kahan se hzaaron rupay deiga har maheene..
kuch ptc sites ke owners achi quality ki website bhi bnwa laite hain aur phir duniya ke buht saari countries ke logon se laakhon rupya loot kar site band kr deite hain..
ek new zealand ki company hai jo buhat he high quality website banaati hai.. agar aap unse website khreedte hain 500$ wali toh 6 maheene baad wohi website 20000$ se oopr sell ho jaati hai.. lekin us company ke baare main buhat kamm log jaante hain.. sirf badhe badhe marketers jaante hain.. aur jo log bhi jaante hain woh raat o raat ameer ban chuke hain.. aur woh company yeh hai. Buy high quality website

www.washfy.com new zealand ki aisi company hai jis ne raat-o-raat logon ki taqdeer badal di hai.. inki banai gyi websites kuch he din main google main european countries main high ranking main aa jati hain aur 30 gunaa zyada profit par asaani se sell ho jati hian..
lekin online kuch log aise bhi hain jinho ne is company se ptc website bnwai aur choonke woh website high quality ki thi aur automatic duniya main phail jaati hain toh woh hzaaron logon ko loot kar site band kar deite hain.. is liye kindly ptc sites par invest karne se pehle 10 baar sochain aur phri faisla krain ke aapko kya karna hai. ptc sites se behtar hai ke aap kisi ache online business method ko join krain aur sach online business main real earning ke mze urayein.. kyuki ptc sites haqeeqat main koi real business nahi bas ek ponzi scheme hai..
Home link: Earn money online in pakistan
The top things about Clixsense GPT Click Feature:
ReplyDelete1. Up to $0.02/click.
2. 5 seconds starting timer.
3. Restart every 24 hours.
Looking to join more affiliate networks?
ReplyDeleteVisit this affiliate directory to see the ultimate list of affiliate programs.